Saturday, March 12, 2011

CHILDISH POEM......

Ek baat samajh me aayi nahi ,aur kisi ne samjhayi nahi ...

main kaise meethi baat karu , jab meethi cheez koi khayi nahi ..

ye chanda kaise mamu hai , jab mummy ke vo bhai nahi ...

kyu lambe baal hai bhaalu ke , kyu uski trimming karayi nahi ..

kya vo bhi ganda baccha hai , ya jungle me koi "naai" nahi ..

nani ke pati jab nana hai , dadi ke pati jab dada hai , didi ke pati dida kyu nahi ..

ye baaat samajh me aayi nahi aur kisi ne samjhayi nahi ..

samundar ka rang kyu neela hai , jab neel kisi ne milayi nahi ..

jab skool me ninni aati hai , kyu bed vaha rakhwaye nahi..

ye baaat sa

No comments:

Post a Comment