Aa Gayi Unki Yaad Wo Nahi Aaye
Hum nai ki fariyaad par wo nahi aaye
Aankhein Bhii Thak Gayi Hain Ab Intezaar Karke
par wo nahi aaye ikraaar karke
Ekk Aas Reh Gayi Hai Wo Bhii Naa Tut Jaaye
Lo Aa Gayi Unki Yaad Wo Nahi Aaye
Roti Hain Aaj Ham Par Tanhaaiiya Hamarii
Jaante hain hum bebafa nahi woh
Par jane kya hui baat woh nahi aaye,
Badhte Hii Jaa Rahi Hain Maayousion Ke Saaye
Lo Aa Gayi Unki Yaad Wo Nahi Aaye
Mar Kar Hii Ab Milenge Jee Kar To Mil Naa Paaye
Lo Aa Gayi Unki Yaad Wo Nahin Aaye
Do badan.............
ReplyDelete